UA-162836014-1
Published 4 years ago in Ghazal

Ghazal Saghar Siddiqui | Phool Chahe Thay Magar Haath | New Ghazal 2022

  • 124
  • 1
  • 0
  • 3
  • 0
  • 0

Fsee production is presenting you one of the best ghazal write by Saghar saddiqui and said by Sami kanwal . Saghar saddiqui is very well known poet of his time . it is something different and our team constantly working to find good content for their audience and please let us know if you like this ghazal in comment section .

Lyrics

hai dua yaad magar harf-e-dua yaad nahin
mere naghmat ko andaz-e-nava yaad nahin

ham ne jin ke liye rahon men bichhaya tha lahu
ham se kahte hain vahi ahd-e-wafa yaad nahin

Phool Chahe Thay Magar Hath Main Aaye Pathar
Hum Ne Aaghosh-E-Mohabbat Main Sulaye Pathar

Wehsat-E-Dil K Takaluf Ki Zarorat K Liye
Aaj us Shokh Ne Zulfon Main Sajaye Pathar

Un K Kadmon K Tale Chand Sitare Dekhe
Apni Rahon Main Sulagte Howe Paye Pathar

Main Teri Yaad Ko Youn Dil Main Liye Phirta Hoon
Jaise Farhad Ne Seene Se Lagaye Pathar

Fikar SAGHAR K Khareedar Na Bholen ge Kabhi
Main Ne Ashkon K Goher Thay Jo Banaye Pathar

::
/ ::

Queue

Clear